Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeThodisi Bewafaii (1980)
HomeThodisi Bewafaii (1980)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj bichhde hain aaj bichhde hain kal ka darr bhi nahin zindagi itni muqtsar bhi nahin aaj bichhde hain aaj bichhde hain kal ka darr bhi nahin zindagi itni muqtsar bhi nahin aaj bichhde hain zakhm dikhte nahin abhi lekin zakhm dikhte nahin abhi lekin thande honge to dard niklega taish utrega waqt ka jab bhi chehara andar se zard niklega aaj bichhde hain aaj bichhde hain kal ka darr bhi nahin zindagi itni muqtsar bhi nahin aaj bichhde hain kehne walon ka kuchh nahin jaata sehne wale kamaal karte hain kaun dhoondhe jawaab dardon ke log to bas saval karte hain aaj bichhde hain aaj bichhde hain kal ka darr bhi nahin zindagi itni muqtsar bhi nahin aaj bichhde hain kal jo aayega jaane kya hoga kal jo aayega jaane kya hoga beet jaayen jo kal nahin aate waqt ki shaakh todne waalon tooti shakhon pe phal nahin aate aaj bichhde hain aaj bichhde hain kal ka darr bhi nahin zindagi itni muqtsar bhi nahin aaj bichhde hain kachchi mitti hai dil bhi insaan bhi dekhne hi mein sakht
aankhon mein humne aap ke sapne sajaaye hain aankhon mein humne aap ke sapne sajaaye hain palkein uthaa ke aap ne jaadu jagaaye hain sapna bhi aap hi hain haqeeqat bhi aap hain sapna bhi aap hi hain haqeeqat bhi aap hain bas aap aap aap hi mujh mein samaaye hain aankhon mein humne aap ke sapne sajaaye hain aankhon ka rang dhoondha hai heere tarash kar dil mein sajayenge ye rang yun hi umr bhar mushkil se zindagi ke mushkil se zindagi ke rang haath aaye hain aankhon mein humne aap ke sapne sajaaye hain dohraaye jaayenge na ye lamhaat ab kabhi sapnon mein bhi na chhootega ye saath ab kabhi milti hai zindagi jab aap muskuraaye hain milti hai zindagi jab aap muskuraaye hain ye dil kuchh aise aap ke sajde mein jhuk gayaa nazren uthaayi aap ne to waqt ruk gayaa thehre hue palon mein thehre hue palon mein zamaane bitaayen hain aankhon mein humne aap ke sapne sajaaye hain aaaa bas aap aap aap hi mujh mein samaayen hain aankhon mein humne aap ke sapne sajaaye hain
hazaar raahen mudd ke dekhin kahin se koi sada na aayee badee wafa se nibhaayee tum ne humaari thodi si bewafaai jahan se tum mod mudd gaye the jahan se tum mod mudd gaye the ye mod ab bhi wahin pade hain hum apne pairon mein jaane kitne hum apne pairon mein jaane kitne bhanwar lapete hue khade hain badee wafa se nibhaayee tum ne humaari thodi si bewafaai kahin kisi roz yun bhi hota kahin kisi roz yun bhi hota humari haalat tumhari hoti jo raat hum ne guzaree mar ke jo raat hum ne guzaree mar ke wo raat tum ne guzaree hoti badee wafa se nibhaayee tum ne humaari thodi si bewafaai tumhen ye zid thi ke hum bulaate humein ye ummeed wo pukaarein hai naam hothon pe ab bhi lekin aawaaz mein pad gayee daraarein hazaar raahen mudd ke dekhin kahin se koi sada na aayee badee wafa se nibhaayee tum ne humaari thodi si bewafaai humaari thodi si bewafaai
o oo oo oo oo o oo oo oo o oo oo oo oo o oo oo oo hmm hmm hmm hmm hmm hmm mausam mausam lovely mausam mausam mausam lovely mausam kasak anjaani hai maddham maddham kasak anjaani hai maddham maddham chalo ghul jaayen mausam mein hum mausam mausam lovely mausam mausam mausam lovely mausam hawa ke jhonkon mein teri khushboo si hai hawa ke jhonkon mein teri khushboo si hai bewajah lagta hai koi khush khabri hai mausam mausam lovely mausam kasak anjaani hai maddham maddham chalo ghul jaayen mausam mein hum mausam mausam lovely mausam mausam mausam lovely mausam kali ke hothon pe muskurahat si hai kali ke hothon pe muskurahat si hai kaho to sunti hain suno to kehti hain mausam mausam lovely mausam kasak anjaani hai maddham maddham chalo ghul jaayen mausam mein hum mausam mausam lovely mausam mausam mausam lovely mausam na jaane aise mein kyun badan jalte hain na jaane aise mein kyun badan jalte hain zameen pe udte hain hawa mein chalte hain mausam mausam lovely mausam
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Bichhde Hain Thodisi Bewafaii (1980) 06:30 14347
 
Poster of Thodisi Bewafaii (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Bhupendra
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 06:30   Song Number : 14347   

Aankhon Mein Humne Thodisi Bewafaii (1980) 04:54 14350
 
Poster of Thodisi Bewafaii (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Shabana Azmi
Duration : 04:54   Song Number : 14350   

Hazaar Raahen Mudd Ke Thodisi Bewafaii (1980) 05:21 20512
 
Poster of Thodisi Bewafaii (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Shabana Azmi
Duration : 05:21   Song Number : 20512   

Mausam Mausam Lovely Thodisi Bewafaii (1980) 05:40 40264
 
Poster of Thodisi Bewafaii (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Khayyam
On Screen Actors- 
Padmini Kolhapure, Jalal Agha
Duration : 05:40   Song Number : 40264   
   
Copyright-  Saregama