Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeUlfat (1978)
HomeUlfat (1978)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aas ka panchhi udta jaaye udta jaaye udna iska kaam manzil aaye na aaye aas ka panchhi udta jaaye udta jaaye udna iska kaam manzil aaye na aaye aas ka raahi chalta jaaye chalta jaaye chalna iska kaam manzil paaye na paaye do phoolon ko ik daali par sang sang khilte dekha sang sang khilte dekha ek chadha mandir mein dooja dhool mein milte dekha dhool mein milte dekha jeevan ke ooooo jeevan ke dukh sukh ki kahaani ek anokha raaz koi kya samjhaye aas ka panchhi udta jaaye udta jaaye udna iska kaam manzil aaye na aaye sabse bada balwaan samay hai kisne samay ko jaana kisne samay ko jaana waqt ka roop kisi ne ab tak dekha na pehchaana dekha na pehchaana shaam savera ooooo shaam savera rain ka phera ek anokha raaz koi kya samjhaye aas ka panchhi udta jaaye udta jaaye udna iska kaam manzil aaye na aaye aas ka raahi chalta jaaye chalta jaaye chalna iska kaam manzil paaye na paaye
la la la la la la la la la la la la la la la la la la bahaaron se kahenge nazaaron se kahenge bahaaron se kahenge nazaaron se kahenge hum ho chuke tumhaare hazaaron se kahenge bahaaron se kahenge bahaaron se na kehna nazaaron se na kehna bahaaron se na kehna nazaaron se na kehna ye do dilon ki baat hai hazaaron se na kehna bahaaron se na kehna chhupaane se to pyaar na chhupaaya jaayega chhupaane se to pyaar na chhupaaya jaayega bujhaane se ye shola na bujhaaya jaayega zamaane se na kehna ki jalega zamaana zamaane se na kehna ki jalega zamaana karega badnaami banega afsaana achchha hmmmm zamaane ka jo dar hai sitaaron se kahenge zamaane ka jo dar hai sitaaron se kahenge hum ho chuke tumhaare hazaaron se kahenge bahaaron se kahenge bahaaron se na kehna nazaaron se na kehna bahaaron se na kehna nazaaron se na kehna ye do dilon ki baat hai hazaaron se na kehna bahaaron se na kehna abhi to nayi nayi mulakaat huyi hai abhi to nayi nayi mulakaat huyi hai nigaahon hi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aas Ka Panchhi Ulfat (1978) 04:08 12347
 
Poster of Ulfat (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:08   Song Number : 12347   

Baharon Se Kahenge Ulfat (1978) 04:28 12341
 
Poster of Ulfat (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Duration : 04:28   Song Number : 12341