Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeWaqt Waqt Ki Baat (1982)
HomeWaqt Waqt Ki Baat (1982)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hoooooooo hoooo oooooo hoooooooo hoooo oooooo ek dil sau dushman phir jeeyen kaise hum phir jeeyen kaise hum haan phir jeeyen kaise hum phir jeeyen kaise hum hoooooooo hoooo oooooo hoooooooo hoooo oooooo ek dil sau dushman phir jeeyen kaise hum phir jeeyen kaise hum haan phir jeeyen kaise hum phir jeeyen kaise hum kaun sunega dil ki duhaayi kisne jaani peer paraayi dil ko thokar aaj lagi to baat samjh mein humko aayi ajnabee saari khushiyaan yaar hain bas ye ghum phir jeeyen kaise hum haan phir jeeyen kaise hum phir jeeyen kaise hum insaanon kaa mol jahaan mein heera moti sona chaandi dilwaalon ki raah mein kisne daulat ki deewar utha di naa gire ye deewaren naa miten ye sitam phir jeeyen kaise hum haan phir jeeyen kaise hum phir jeeyen kaise hum hoooooooo hoooo oooooo hoooooooo hoooo oooooo ek dil sau dushman phir jeeyen kaise hum phir jeeyen kaise hum haan phir jeeyen kaise hum phir jeeyen kaise hum
kab se nazar dhundhe koi aisa deewana dekh jise gaaye jeeya prem taraana kab se nazar dhundhe koi aisa deewana dekh jise gaaye jeeya prem taraana haaa haaa haaa haaa haaa haaa oooo hoooo hoooo oooo oooo oooo oooo kab se nazar dhundhe koi aisa deewana dekh jise gaaye jeeya prem taraana mera gora badan lachke aise jaise barkha mein dariya ka paani mera gora badan lachke aise jaise barkha mein dariya ka paani jaane kitnon ke dil doob jaayen jhoom ke naache jab ye jawaani dil ye mera jiss mein doobe kya pata wo nazar hai kahaan are re re rere rere re kab se nazar dhundhe koi aisa deewana dekh jise gaaye jeeya prem taraana aayega re aayega re aayega ik din wo zamaana sang tere hoga tera prem deewana haaa haaa haaa haaa haaa haaa oooo hoooo hoooo oooo oooo oooo oooo haaa haaa haaa haaa haaa haaa oooo hoooo hoooo oooo oooo oooo oooo kab se nazar dhundhe koi aisa deewana dekh jise gaaye jeeya prem taraana dekh kar tujh ko chanchal hiraniyaa ho gaye khud hi ghayal shikaari
o meharbaan ye mera dil kisi tehni ka koi phool nahin jise chaahe jab koi tod ke phir chhod de kahin o meharbaan ye mera dil kisi tehni ka koi phool nahin jise chaahe jab koi tod ke phir chhod de kahin mera tann ye badan chhuna na na re na tumne jo socha main wo nahin haan re haan dil to churaye wo hi dil mein samaayen wo hi jaane jo dil ki zubaaaan o meharbaan ye mera dil kisi tehni ka koi phool nahin jise chaahe jab koi tod ke phir chhod de kahin dhundhe dil jaadugar wo nazar yaar kii jo nazar de mujhe zindagi pyaar kii mere bhi sapne hain mere bhi armaan hain mera bhi dil dil hai haan o meharbaan ye mera dil kisi tehni ka koi phool nahin jise chaahe jab koi tod ke phir chhod de kahin pyaar ka ye nasha rang to laayegaaa ek din kahin se koi to aayegaaa khaaron ki duniyaa se taaron ki duniyaa mein le jaayega jaane jaaaan o meharbaan ye mera dil kisi tehni ka koi phool nahin jise chaahe jab koi tod ke phir chhod de kahin o meharbaan ye mera dil kisi tehni ka koi
o saathiyaaa re tere mere tere nain mile aadhi raat sataaye jiya saari raat jalee raat jalee reeee raat jale o saathiyaaa re tere mere tere nain mile aadhi raat sataaye jiya saari raat jalee raat jalee reeee raat jale raaten hain usi ki ye neende usi ki teri zulfen jinn shaanon pe pareshaan sapne wahi tu jin sapnon mein aa ke haal e dil kar jaaye bayaan jeena akele kyun ho ganwaara mujhe neend na aaye aadhi raat sataaye jiya saari raat jalee o saathiyaaa re tere mere tere nain mile aadhi raat sataaye jiya saari raat jalee raat jalee reeee raat jale o saathiyaaa reeeee zindagi hai jaam e ishq aao sang sang peeyen aur jhoom jaayen yahaan aise mil jaaye ik duje mein samaayen bhool jaaye ye donon jahaan saat janam se main hoon tumhari mujhe neend na aaye aadhi raat sataaye jiya saari raat jalee o saathiyaaa re tere mere tere nain mile aadhi raat sataaye jiya saari raat jalee raat jalee reeee raat jale o saathiyaaa re tere mere tere nain mile aadhi raat sataaye jiya
tujhko hi to wo haq hai ke jo tu chaahe wo kar sakti hai tujhko hi to wo haq hai ke jo tu chaahe wo kar sakti hai aaj dil khush hai had se jyada ye duniyaa jannat lagti hai aaj dil khush hai had se jyada ye duniyaa jannat lagti hai tujhko hi to wo haq hai ke jo tu chaahe wo kar sakti hai aaj dil khush hai had se jyada ye duniyaa jannat lagti hai lala lala la lala lala la lala lala la la la la hoooo hoo hooo hooo hooo mujh se pehle kabhi dil kisi ko diya meri jaan sach hai kya ye bata de mujhe tere dil ki kasam apni jaan ki kasam zindagi mein sanam sirf chaaha tujhe aaj ka din saugaat ka hai haan sapnon ki baaraat ka hai tune di hai ye khushi maine saari zindagi likh di hai tere naam tujhko hi to wo haq hai ke jo tu chaahe wo kar sakti hai aaj dil khush hai had se jyada ye duniyaa jannat lagti hai lala lala aaaa haaaa haaaa haaa oooo hooo hooo hooo lala la lala teri zulfon mein hum aaj aise ghire ab nikalne ko dil karta hi nahin main bhi chaahun piya yun hi uljhe
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ek Dil Sau Dushman Waqt Waqt Ki Baat (1982) 04:57 18539
 
Poster of Waqt Waqt Ki Baat (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Raj Kiran, Others
Duration : 04:57   Song Number : 18539   

Kab Se Nazar Dhundhe Koi Aisa Waqt Waqt Ki Baat (1982) 05:19 18540
 
Poster of Waqt Waqt Ki Baat (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Rameshwari
Duration : 05:19   Song Number : 18540   

O Meharbaan Waqt Waqt Ki Baat (1982) 06:01 18541
 
Poster of Waqt Waqt Ki Baat (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 06:01   Song Number : 18541   

O Saathiyaa Re Waqt Waqt Ki Baat (1982) 05:38 18542
 
Poster of Waqt Waqt Ki Baat (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Sarika
Duration : 05:38   Song Number : 18542   

Tujhko Hi To Wo Haq Hai Waqt Waqt Ki Baat (1982) 05:02 18543
 
Poster of Waqt Waqt Ki Baat (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Raj Kiran, Rameshwari
Duration : 05:02   Song Number : 18543