Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeYeh Nazdeekiyan (1982)
HomeYeh Nazdeekiyan (1982)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmm hmmm aawaargi aawaargi aawaargi aawaargi humaari pyaari si thi kabhi jo wahi aaj humko rulaane lagi hai jo bharti thi dil mein tarangen humesha wahi aaj jee ko jalaane lagi hai aawaargi humaari na koyi ghum na gila na koyi shubah ka nishaan na koyi ghum na gila na koyi shubah ka nishaan paayi thi har khushi har suqun humko tha nagme the bahaaron ke tarannum har kahin phir bhi kyun hum bhatka kiye yeh tu hi bata aawaargi aawaargi aawaargi humaari pyaari si thi kabhi jo wahi aaj humko rulaane lagi hai aawaargi humaari khamoshiyaan hain har taraf tanhaaiyaan hain har taraf khamoshiyaan hain har taraf tanhaaiyaan hain har taraf yaadon ke bhanwar se ab kaise niklen saathi na raha koi na koi humsafar zindagi ke safe par likhne ko hai ab to bas aawaargi aawaargi aawaargi humaari pyaari si thi kabhi jo wahi aaj humko rulaane lagi hai jo bharti thi dil mein tarangen humesha wahi aaj jee ko jalaane lagi hain aawaargi humaari
do ghadi behla gayin parchhaiyaan do ghadi behla gayin parchhaiyaan phir wahi hum hain wahi tanhaaiyaan tanhaaiyaan do ghadi behla gayin parchhaiyaan rasmasata jism poonam ki chhata ye ghanere baal saawan ki ghata tum jo hans kar baadlon ko dekh lo tum jo hans kar baadlon ko dekh lo bijliyaan lene lage angdaaiyaan phir wahi hum hain wahi tanhaaiyaan tanhaaiyaan do ghadi behla gayin parchhaiyaan jo bhi inn aankhon mein khoya kho gaya jo tumhara ho gaya bas ho gaya jo bhi inn aankhon mein khoya kho gaya jo tumhara ho gaya bas ho gaya doobne waala na phir ubhraa kabhi doobne waala na phir ubhraa kabhi uff nigaah e naaz ki gehraaiyaan phir wahi hum hain wahi tanhaaiyaan tanhaaiyaan do ghadi behla gayin parchhaiyaan tum meri duniyaa mera imaan bhi ho tum meri hasrat tumhin armaan bhi ho tum jo ho to har taraf sangeet hai tum jo ho to har taraf sangeet hai tum nahin to zehar hai shehnaaiyaan phir wahi hum hain wahi tanhaaiyaan tanhaaiyaan do ghadi behla gayin
hmm hm hm hm hm hmm laa la la la la la la la aa kitni haseen hain nasheeli nasheeli ye nazdeekiyan ye nazdeekiyan baahon mein baahein saanson mein saansein nazron mein nazrein ho kitni haseen hain nasheeli nasheeli dhimi dhimi aahtein dhima dhima sa suroor aap hon jo saath mein kuchh na chaahiye huzoor dhimi dhimi aahtein dhima dhima sa suroor aap hon jo saath mein kuchh na chaahiye huzoor koi chaah baaki nahin haan itna kehna hai zaroor ho paas ho ya door ho chhodiye na chhodiye ye nazdeekiyan ye nazdeekiyan baahon mein baahein saanson mein saansein nazron mein nazrein ho kitni haseen hain nasheeli nasheeli mehki mehki chandani si ye humaari preet hai har ghadi hon saath hum aisi nahin koi reet hai mehki mehki chandani si ye humaari preet hai har ghadi hon saath hum aisi nahin koi reet hai chaahe jahaan bhi mein rahoon sang mere meet hai haan kaise bhi hon faasle na kam hongi na kam hongi ye nazdeekiyan ye nazdeekiyan baahon mein baahein saanson mein saansein
maine ik geet likha hai jo tumko sunaati hoon soye huye rangeen khwabon ko saanson se sajaati hoon maine ik geet likha hai jo tumko sunaati hoon soye huye rangeen khwabon ko saanson se sajaati hoon maine ik geet likha hai jo tumko sunaati hoon soye huye rangeen khwabon ko saanson se sajaati hoon maine ik geet likha hai hanste huye phoolon pe thehri huyi shabnam hai ye kaun sa nagma hai ye kaun si sargam hai hanste huye phoolon pe thehri huyi shabnam hai ye kaun sa nagma hai ye kaun si sargam hai ik saaz jo gumsum hai main usko jagaati hoon maine ik geet likha hai jo tumko sunaati hoon soye huye rangeen khwabon ko saanson se sajaati hoon maine ik geet likha hai ye dhoop khatkti si soye huye saaye hain ye dhoop khatkti si soye huye saaye hain kis desh se chal kar ye iss desh mein aaye hain main inki sadaa bankar uss paar se aati hoon saanson mein samaati hoon maine ik geet likha hai jo tumko sunaati hoon soye huye rangeen khwabon ko saanson se sajaati hoon maine ik
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aawaargi Humaari Yeh Nazdeekiyan (1982) 06:01 18932
 
Poster of Yeh Nazdeekiyan (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Vinod Pandey
Music Director- 
Raghunath Seth
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 06:01   Song Number : 18932   

Do Ghadi Behla Gayin Yeh Nazdeekiyan (1982) 06:18 14426
 
Poster of Yeh Nazdeekiyan (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
G B Srivastava
Music Director- 
Raghu Nath Seth
Singer- 
Bhupendra
On Screen Actors- 
Marc Zuber
Duration : 06:18   Song Number : 14426   

Kitni Haseen Hai Nasheeli Yeh Nazdeekiyan (1982) 05:40 14427
 
Poster of Yeh Nazdeekiyan (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Vinod Pandey
Music Director- 
Raghu Nath Seth
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Parveen Babi
Duration : 05:40   Song Number : 14427   

Maine Ik Geet Likha Yeh Nazdeekiyan (1982) 06:10 37988
 
Poster of Yeh Nazdeekiyan (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
J P Dixit
Music Director- 
Raghunath Seth
On Screen Actors- 
Shabana Azmi, Marc Zuber
Duration : 06:10   Song Number : 37988   
   
Copyright-  Saregama