angdaayi par angdaayi leti hai raat judayi ki angdaayi par angdaayi leti hai raat judayi ki tum kya samjho tum kya jaano baat meri tanhaayi ki kaun sihaayi ghol raha tha waqt ke bahte dariyaa mein waqt ke bahte dariyaa mein maine aankh jhuki dekhi hai aaj kisi harjaayi ki tum kya samjho tum kya jaano baat meri tanhaayi ki vasl ki raat na jaane kyu israar tha unko jaane par israar tha unko jaane par waqt se pahle doob gaye taaron ne badi daanaayi ki tum kya samjho tum kya jaano baat meri tanhaayi ki udte udte aas ka panchhi door ufaq mein doob gaya door ufaq mein doob gayaa rote rote baith gayi awaaz kisi saudaayi ki angdaayi par angdaayi leti hai raat judayi ki tum kya samjho tum kya jaano baat meri tanhaayi ki
Angdaayi Par Angdaayi Leti Hai
Chitra Singh