muhabbat ke maaron ka muhabbat ke maaron ka haal ye duniya mein hota hai zamaana unpe hansta hai nasiba unpe rota hai nasiba unpe rota hai nasiba unpe rota hai hum paas tumhaare aa na sake hum paas tumhaare aa na sake hum door bhi tumse reh na sake dam ghutta raha armaanon ka kuchh kehna chaaha keh na sake muhabbat ke maaron ka muhabbat ke maaron ka haal ye duniya mein hota hai zamaana unpe hansta hai nasiba unpe rota hai nasiba unpe rota hai nasiba unpe rota hai jisne humko barbaad kiya jisne humko barbaad kiya hum usko duaayen dete hain jab dard se bhar aata hai dil bas naam usi ka lete hain muhabbat ke maaron ka muhabbat ke maaron ka haal ye duniya mein hota hai zamaana unpe hansta hai nasiba unpe rota hai nasiba unpe rota hai nasiba unpe rota hai ye dard chhupaaye chhup na saka ye dard chhupaaye chhup na saka ye sehna chaaha seh na sake dil yaas se bhar aaya lekin aankhon se aansu beh na sake muhabbat ke maaron ka muhabbat ke maaron ka haal ye duniya mein hota
Muhabbat Ke Maaron Ka
Bawre Nain (1950)